Description
Used CCTV Camera Setup For Sale
Purana CCTV Camera Setup munasib qeemat mein farokht ke liye dastiyab hai.
Setup mein shamil hain:
- 3 CCTV Cameras
- Tamam zaroori Wires
- BNC & DC Pins
- DVR
- Hard Drive
- Mukammal Accessories
Installation bhi ki jayegi. Buyer ko complete setup laga kar diya jayega.
Jo hazraat CCTV setup khareedna chahte hain, woh rabta karein.
Interested buyers inbox karein.