Description
Assalam o Alaikum
Healthy aur Active Pangasius Fish for sale hai.
Pangas / Shark Catfish bhi kehte hain isko.
- 100% Healthy, khana ache se khati hai
- Active hai, koi bimari nahi
- Ghar ke tank me pali hui hai
- Size: [1 kg Price Rs 1000 ]
- Quantity: [7000]
Serious buyer rabta karein.
Shukriya