Description
Canon eos 40d ha sirf photography ke liye ha is main jahan card lagta ha us main andar pins hoti hen jo teri ho gai hen uski waja se card nh lag rha jo lega usko wo sahi karwani paregi zyada se zyada 1 hazar tak kharcha hoga iske ilawa koi issue nh ha bilkul okay cheez ha