Description
Aslam o alikum
Mera pass ya cage para hua ha mana bi ya Kisi sa buy Kiya tha 9000 ka last month hu mana bass iska aik porshan hi use Kiya Baki wesa hi para hua iska nicha wheel bi Laga hua ha Baki hut ki shape ha upar ha mazboot ha bilkul Kisi bahi na Lana hua rabta karla mana sale nai Karna tha bass pesa chahiya is Liya Kara ho