Description
main lahore say hn or as a draftsman job karta raha hn 2013 main kafi time hogaya hai fieldwork ko choray howe abb duabra say construction fild main job karna chahta hn main site wagera ka kaam bhi ker sakta hn keou k drawing wagera banata raha hn khod toh map wagera samjh ata hai or mare pass bike bhi hai apni please ager kise ko architecture office main banda required hoye toh moje inbox contact kar lay