Description
For sale location chowk azam district layyah fazool koi naa aye meherbani krke jis ne lena ho wohi rabta kare murga kureed me ha mashallah bare paale han white nook nali me ha tail abhi nikal rha ha pics sham ke time li thi as lea eye ka block dot barra nazar arha ha. aur chehra thora kharab as lea ha murge ke sath laraya tha