Description
yeah murgha bahot garam hay mainay is Kay bachay karwaiay hain yeah ab na bachoon ko khoraakh lainay deta hay aor na hi mughion ko is Kay ilawa yeah bamaray choatay bachoon Kay bhi peechay lag jata hay is wajah say sail kar rahay hain
nahi to is ki koreez mukamal karwani thi baqi agar video chahiay to woh bhi laiy saktay hain kion Kay tasveerain sai nahi bani