Description
Aap sab doston ke liye bilkul saaf aur sachi detail post kar raha hoon taake baad mein koi masla na ho:
Model & Colour: iPhone XR (Black)
Storage: 64 GB
PTA Status: Non-PTA
Battery Health: 77% (Original battery hai, backup bilkul thik deta hai)
Display/Panel: Display ke neeche halki si minor green border line hai (jasay pictures mein dikhaya gaya hai). Touch aur display 100% zaroori kaam smoothly kar raha hai.
Body Condition: 8.5/10 (Back aur edges par normal istemaal ke minor marks hain, koi bara dent nahi hai).
Camera / Face ID / Speakers: Saare features 100% working condition mein hain.
Reason for Selling: Naya phone lia hai is liye sell kar raha hoon.
Location: Lahore
Sirf zaroorat-mand aur serious khareedne wale rabta karein. Fazool offer dene walon se guzaarish hai apna aur mera waqt zaya na karein.