Description
bhai Fu ha 64 gb ha back change ha changing stripe ni chal rhi 500 ki mil jya gi apko ma wireless sa charger karta hon isko incha Wala speaker kabhi chalta kabhi ni Baki mobile chalna ma Malai ha 500 lga ga chargering stripe ka Baki mobile ok ho jya ga jis ko Lena rapta kar ly mobile ki bettery timing Boht Maza ki haa