Description
Ye manay hafeez center say lia tha 25 hazar ka 8 months phalay 64 gb hai pta approved likin ye theek honay wala hai panel bikul theek hai or battery manay new dalwai thi baki ye theek honay wala iss main mera iCloud hai agar kio mobile wala ya kio layna chata aday pesay mujhe abhi day dayna or baki theek karwa kay main iCloud remove kardon ga tab day dayna main ye karsakta agar kio interested hai to rabta kar sakta