Description
set ak dm ok hai panel change krwaya hai pr A+ grade ka panel dlwaya hai true tone wgyra SB ok hai. . . touch id b chl rhi hai. . .
PTA approve hai 256 GB wla varient hai. . .
back pr leather lgwaya hai ya SB nishan usi pr Hein wsy back clean hai. . .
camery b clean hai result ki pics lga di Hein. . .
Exchange possible agr deal achi hoi to paisy b dy duga upr. . .