Description
iPhone 6s plus 128 GB Hai is ka panel Kharab Hai Uska home button nahi hai aur on off wala button bhi kharab hai bhai Jis bhai ko board chahie Raabta kar sakte hain Baki bhai Maine panel Lagaya Tha iska mere pass paise Nahin Hai To panel utaar diya tha mere pass video Bani hui hai agar chahie aapko to main send kar sakta hun