Description
Assallam aliakum selling my iphone 15 pro bhot Kam istemal huwa he papa ko baray Bhai ne Dubai se bheja tha papa use nhi kartay is Liye sell kr rahkay battery health bhi abhi bhi achi he Alhumdulilah 251 cycle count Hein or 94 yah 95 battery health he box bhi he magar mil nhi Raha agar milgaya to woh bhi Sath Dunga baqi bss Jo serious buyer Hein woh rabta karain shukria