Description
iphone 14pro JV 128gb
panel change
camera message but due to software Camera original hai
cellular message
girney ki waja se volume down button nai chal Raha might be slip hil gayi ho but 1200-2000 mein change ho jaye gi
jis ko Samaj aye wo hi contact karein
new phone laye liya Howa hai mein yeh extra hai is liye sale kar Raha hon.
battery 81% but 3utool mein zada show kar Raha hai.
aghr koi Kam pason mein 14pro layna chata hai TU acha option hai
munsib rate Lago aur laye lo us