Description
iPhone 13 Pro Max – Factory Unlocked
256GB | 81% Battery Health
Bilkul saaf sutra phone hai, jise kehte hain 100% neat and clean condition. Sides, body aur screen har lihaz se bilkul saaf hain. Kisi bhi jagah ek bhi scratch nahi hai.
Japan se imported phone hai. Factory Unlocked hai aur All-in-One hai.
Phone ki condition ki 100% guarantee hai. Waterproof phone hai.
Serious buyers rabta karein.