Description
iPhone 13 Pro (128 GB) - JV - Sale / Exchange
Boht hi zabardast condition mein iPhone 13 Pro sale ya exchange ke liye available hai!
Details & Condition:
Model: iPhone 13 Pro
Storage: 128 GB
SIM Status: JV
Display / Panel: Original LED panel exchange karwaya hua hai, display aur touch 100% ok hai.
Camera: Camera message show hota hai. 0.5x (Ultra-wide) camera ke ilawa baaki sab kamray (1x, 3x, Front) bilkul perfect chal rahey hain.
Face ID: Filhal issue hai, lekin 2,000 se 3,000 RS tak araam se repair / ok ho jaye gi.
Overall Condition: Body aur baaki all functions 100% working aur ok hain. Phone use mein boht smooth hai.
Note: Phone mein jo bhi minor issues hain wo pehle hi clear bata diye hain taakay baad mein koi misunderstanding na ho.
Camera agar koi cahy ga kuch pessy opr dy original camera add krva dyn gy wrna ya camera already sai chal rahy hyn