Description
iPhone 13 – 128GB | For Sale
Demand: Rs. 45,000
Battery Health: 87%
Phone abhi tak open nahi hua.
Baqi phone ki condition achi hai.
Issues:
- Side par minor sa green dot hai.
- Girne ki wajah se Wi-Fi, Bluetooth aur related features kaam nahi kar rahe.
Phone jaisa hai waisa hi sell kiya jayega. Buyers phone check karke deal kar sakte hain.
Serious buyers only. Contact for details.