Description
iphone 12 pro 128gb hai non pta factory unlock e-sim chal rahi hai bohat time se aage pata nhi kitne chale lekin abhi chal rhi hai
girne ki wajah se panel halka sa uth gya hai band karana parega panel ke left side par line hai aur touch mai thora issue hai kisi kisi jagah par sahi nhi chalta baki overall sab parts genuine hain kuch bhi replaced nhi hai battery health 76 hai genuine original battery baki face id true tone sab working mai hai
kindly foolish offers na dein serious buyers contact only