Description
iPhone 12 pro Max PTA approved 128gb
most demanding colour pacific blue
condition 10/9 everything working
only display change hai wo BHI phone gira tha jis k baad panel change karwana Parra lekin kaafi ache wala panel lagwaya hai expensive wala aur phone girne K baad battery aur camera ka msg BHI aa gya lekin Hain genuine wifi BHI hide ho Gaya tha maslan wifi on Nahi hota wo theek ho Jata mai ne check karwaya tha msg BHI remove ho jayen ge
TO BE HONEST mere pass budget Nahi Abhi phone theek karwane ka aur mai me wise BHI new le Liya to ab Kam use Karta hon ISI liye urgent sale Karna price munasib ho Jaye gi
NOTE: PRICE MUNASIB HO JAYE GI