Description
iPhone 11 Pro Max 64GB - Panel Change - Battery 70% - Rs 46,000
*
> Assalam-o-Alaikum!
> iPhone 11 Pro Max 64GB for sale hai.
>
> Price: Rs 46,000 (Thori bohat kami ho jaye gi)
>
> Condition:
> Panel change hai, display bilkul saaf aur touch 100% ok hai
> Battery health 70% hai, sara din aram se chalti hai
> Camera, speaker, mic, wifi, sab kuch perfect working me hai
> Storage 64GB hai
> Kabhi khula ya repair nahi hua, sirf panel change hai
>
> Face ID working me nahi hai, isi wajah se price kam rakhi hai
>
> Phone bilkul saaf suthra hai, koi scratch nahi. Check kar ke tasalli kar ke lein.
> Sirf serious buyer rabta karein, time pass wale door rahein.
> Location: Islamabad tarnol
> Exchange possible nahi hai, sirf cash.