Description
**iPhone 11 Pro – 64GB – JV**
iPhone 11 Pro 64GB sale ke liye available hai.
- JV hai.
- All parts original hain.
-Battery 63% hai phir bhi 3 ghanty aram se nikalti hain normal use me
- Condition overall achi hai.
- 1x camera thora blur karta hai (minor issue), minimal price mein fix ho sakta hai.
- 0.5x camera bilkul perfect hai.
- 2x camera aur Portrait mode bilkul perfect hain.
- Video recording 0.5x aur 2x par perfect hai.
- Baqi tamam functions bilkul OK hain.
**Sirf 1x camera mein issue hai, baqi phone 100% working hai. **
Serious buyers contact karein. Price reasonable hai.