Description
Salaam EveryOne.
Apple iPhone 11 64Gb.
Bypass hai.
Glass crack hai.
Is k alawa har chez perfectly working hai, koi b kisi kisam ka fault nai hai.
Pics dekh kr details parh kar agar lena ho tb hi contact krain shukria.
Location Near CMH Hospital Rawalpindi