Description
All Setup sell
Frill Back, Karbalai, Santinent, American Laka, Sherazi, Mukhi, Lahori Sherazi Single bhi hain or pair bh hai jisko single chahiye single bhi mil jyga pair bh mil jyga
Whatsapp pe video mil jygi sb ki jisko jo chahiye hoga
Masha'Allah sb ke sb active or healthy hain Alhumdulillah
price Mentioned hain sb ke picture ma
thora bhtt negotiate hojyga
Sb 100% breeder pair hain
jo serious buyer hai wohi contact kre shoq tha ab khatam karna hai bcz paiso ki urgent need hai
jisko jo psnd arha hai munasib price lagao or lejao
Bykea bh available hai
yahn bh msg kr sakty hain or whatsapp pe bh.
only serious buyer contact me.
(Chat with seller)