Description
Assalam-o-Alaikum
Mera naam Abdul Rauf hai, meri umar 21 saal hai.
Mujhe Lahore me kaam ki zaroorat hai.
Me Bahria Town / DHA me kisi ghar me kaam kar sakta hun.
Ghar ka saman lana, delivery karna, bachon ko school chorna, dukan par kaam karna, ye sab kaam kar lunga.
Me imandar hun, mehnti hun, rehne ki jagah nahi hai, is liye jis ghar me rehne ki jagah mil jaye wo behtar hai.
Please mujhe kaam dilwa dein, apka ehsan hoga.