Description
> 5 Seater Sofa Set For Sale - Only Rs 22,000
>
> 1x 3 Seater Sofa + 2x Single Chairs
> Pure Solid Sheesham Lakri ka bana hua hai, bohat mazboot aur heavy hai, halki lakri wala nahi hai.
> Mehroon colour ka kapra laga hua hai, bilkul saaf suthra aur new jaisa hai.
> Upar khubsurat carving wala design hai.
> Ghar ke istemal ke liye bilkul perfect hai, koi toot phoot nahi hai.
> Urgent sale hai is liye itni kam price me de rahi hun.
>
> Price: Rs 22,000 (Final)
> Location: Karachi
> Sirf serious log rabta karein, time pass wale door rahe