Description
yah 12 volt solar pump hai jo maine construction ke liye liya tha ab hamari construction puri ho gai hai ab main bijali wala lagwana chah raha hun yah sirf 2 Month hua hai solar panel chalta hai agar aapke pass chhoti battery hai to uske sath bhi yah chal jata hai iske tamam mukmmal original packing mere pass hai agar Kisi ko jarurat ho Rasta kar sakta hai fajr bahas karne walon se mazrat.
location minchinabad City