Description
Screen printing Expert:
Tajarbykaar Qarigar bandy ki zarurat hay jo kaam ko samjhta ho aur quality ka bhi khayal kary. Timing 8-5 hay aur dupeher ka khana aur chai company ki taraf se hay. Rehaish bhi miljaye gi agar chahiye ho.
Screen printing ka kaam hay aur machine par kaam karna hay mazdoori wala koi chakar nahi hay. A/C mein kaam karna hay aur sheet rakhni hay aur uthani hay. Aur Qarigar ko rang bhi banany aty hon. Jazak’Allah